Deewar
Koe mur gaya aaj meray ander
duub gaya dard ka derya meray ander
taqdeer tou likhi gaye aasmano main
aur yeh zameen bangaee apna muqadder
teri qurbat, azaab thi meray gunahon ki
teri furqat main mera dil bana mandir
thaa madhosh , mager tishna thaa
payas meri na bhuja paya sara samander
Jo thaa maimar-e-mohabbat, usi nay
chun di nafrat ki dewaar meray ander
____ Hajr
duub gaya dard ka derya meray ander
taqdeer tou likhi gaye aasmano main
aur yeh zameen bangaee apna muqadder
teri qurbat, azaab thi meray gunahon ki
teri furqat main mera dil bana mandir
thaa madhosh , mager tishna thaa
payas meri na bhuja paya sara samander
Jo thaa maimar-e-mohabbat, usi nay
chun di nafrat ki dewaar meray ander
____ Hajr
0 Comments:
Post a Comment
<< Home